Mission & Vision
Empowering family
Welcome to Desi Home Kitchen! Hum aapke liye lekar aaye hain bilkul ghar jaisa khalis, taaza aur zaaiqedar khana. Hamara maqsad aapko wahi asli desi zaiqa aur apnepan ka ehsaas karwana hai jo sirf maa ke haath ke khane mein hota hai. Hum behtareen masalon aur taaza ingredients ka istemal karke har dish ko poore pyaar aur safai ke saath tayyar karte hain. Agar aap ghar se door hain ya asli desi khana miss kar rahe hain, toh Desi Home Kitchen aapki har craving ka sachha saathi hai. Ek baar zaroor try karein aur lazeez khane ka asli maza lein!
Empowering family
1
HRFX+H6 Sibi, Pakistan
Decent Work and Economic Growth
Add a review